SONG: Kaga Mera Ek Kaam Karna - कागा मेरा एक काम करना

Kaga Mera Ek Kaam Karna - कागा मेरा एक काम करना

LYRICS:
kaga mera ek kaam karna kaga mera ek kaam karna kabhi mere pritam ki gali se tu gujarna kaga mera ek kaam karna main jo kahu tujhse wo kahna unhe jake wo jo kahe tujhse wo kahna mujhe aake jaldi jana jaldi aana unke jawab pe hain mujhe jeena marna kaga mera ek kaam karna kya kya kahna hain thahar yaad kar leti hu bhul na jaye tu main chitthi likh deti hu chup rahna kuch na kahna unse main darti hu tu bhi unse darna kaga mera ek kaam karna kabhi mere pritam ki gali se tu gujarna kaga mera ek kaam karna