SONG: Kafir Nazar Takrai Dil Ki Hui Ruswai - काफिर नजर टकराई दिल की हुई रुसवाई

Kafir Nazar Takrai Dil Ki Hui Ruswai - काफिर नजर टकराई दिल की हुई रुसवाई

LYRICS:
kafir najar takrai dil ki hui ruswai thi aankho ki khata par dil ne saja pai kafir najar takrai dil ki hui ruswai thi aankho ki khata par dil ne saja pai kafir najar takrai na wahsat na junu tha ke pahle to na yu tha na wahsat na junu tha ke pahle to na yu tha hamare dil ka aalam bada hi fursuku tha gazab ho gaya chilman tune sarkayi kafir najar takrai dil ki hui ruswai thi aankho ki khata par dil ne saja pai kafir najar takrai duhai hai khudaya ye acha nam paya duhai hai khudaya ye acha nam paya ke logo ne hamara taruf kyu karaya udhar dekhiye wo baithe hai saudai kafir najar takrai dil ki hui ruswai thi aankho ki khata par dil ne saja pai kafir najar takrai ye charcha aam hoga sawere sham hoga ye charcha aam hoga sawere sham hoga jamane ke labo par hamara nam hoga lage dhoondhne hum mahfil me tanhai kafir najar takrai dil ki hui ruswai thi aankho ki khata par dil ne saja pai kafir najar takrai dil ki hui ruswai thi aankho ki khata par dil ne saja pai kafir najar takrai