SONG: Kafas Me Dala Mujhe Luta Meri Baharo Ne - कफस में डाला मुझे लुटा मेरी बहारों ने

Kafas Me Dala Mujhe Luta Meri Baharo Ne - कफस में डाला मुझे लुटा मेरी बहारों ने

LYRICS:
kafas me dhale mujhe apne raazdaro ne mere chaman ko hai luta meri baharo ne khuda gawa hai sanam meri begunahi ka diya fareb taqdeer ke sitaro ne na manjil hai na manjil ka nishan hai na manjil hai na manjil ka nishan hai meri bhi dastan kya dastan hai meri bhi dastan kya dastan hai na dena bhulkar bhi dil kisi ko mohabbat is jamane me kaha hai kaho to chir kar dil ko dikha du kaha tak gam tera dil me ? hai wafa kya hai ye samjhayenge ek din teri ulfat me mit jayenge ek din ginkar hi mohabbat javedan hai na manjil hai na manjil ka nishan hai meri bhi dastan kya dastan hai