SONG: Kadar Meri Na Jani Chhod Ke Jane Wale - कदर मेरी ना जानी छोड़ के जाने वाले

Kadar Meri Na Jani Chhod Ke Jane Wale - कदर मेरी ना जानी छोड़ के जाने वाले

LYRICS:
kadar meri na jani chhod ke jane wale kadar meri na jani chhod ke jane wale bani mai teri diwani chhod ke jane wale bani mai teri diwani chhod ke jane wale hum tumhari yad me aasu bahate hi rahe tum to aaye hi nahi aur hum bulate hi rahe arz meri na mani chhod ke jane wale arz meri na mani chhod ke jane wale kadar meri na jani chhod ke jane wale meri dunia apne hatho se mita ja ek bar yu to aa sakta nahi sapne me aaja ek bar ho aaja teri meharbani chhod ke jane wale ho aaja teri meharbani chhod ke jane wale kadar meri na jani chhod ke jane wale kadar meri na jani chhod ke jane wale kadar meri na jani chhod ke jane wale kadar meri na jani chhod ke jane wale bani mai teri diwani chhod ke jane wale bani mai teri diwani chhod ke jane wale