SONG: Kadam Milaakar Chalna Hoga - बाधाएँ आती हैं आये

Kadam Milaakar Chalna Hoga - बाधाएँ आती हैं आये

LYRICS:
badhaye aati hai aaye ghire praly ki ghor ghataye paanvo ke niche aangare sir par barse yadi jwaalaye nij hatho se hanste hanste aag laga kar jalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga hasye rudan me, tufano me amar asankhaye balidano me udyaano me, virano me apmano me, sammano me unnat mastak , ubhra sinaa peedaao me palna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga ujiyaro me, aandhkar me kal kachar me, beech dhar me ghoor ghrinaa me, put payaar me shanik jeet me, dirgha haar me jeevan ke shat shat aakarshak aarmano ko dalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga kadam milakar chalna hoga