SONG: Kadam Kadam Tera Sath - कदम कदम तेरा साथ

Kadam Kadam Tera Sath - कदम कदम तेरा साथ

LYRICS:
Kadam Kadam Tera pyaar ham paate rahe sanam Kadam Kadam Tera pyaar ham paate rahe sanam tu mera rahe main teri rahu tu mera rahe main teri rahu rahe sathi janam janam Kadam Kadam Tera pyaar ham paate rahe sanam lab pe tera naam ho aankho mein pyaar ho aankho mein pyaar ho khushbu teri dil mein ho saanso mein pyaar ho saanso mein pyaar ho duniya mein hai ye pyaar hi sabse bada dharam Kadam Kadam Tera pyaar ham paate rahe sanam Kadam Kadam Tera pyaar ham paate rahe sanam chahe kahi tum raho aur ham rahe kahi aur ham rahe kahi honge juda ham nahi itna to hai yakin itna to hai yakin waada kiya hai dekhana tute na ye bharam Kadam Kadam Tera pyaar ham paate rahe sanam tu mera rahe main teri rahu rahe sathi janam janam Kadam Kadam Tera pyaar ham paate rahe sanam