SONG: Kadam Kadam Par Dhokha Bhai - कदम कदम पर धोखा भाई

Kadam Kadam Par Dhokha Bhai - कदम कदम पर धोखा भाई

LYRICS:
kadam kadam par dhokha bhai kadam kadam par dhokha bhai sambhal ke paanv uthana sambhal ke paanv uthana kadam kadam par dhokha bhai sambhal ke paanv uthana sambhal ke paanv uthana jab dukh ki kali ghadiyo mein jab dukh ki kali ghadiyo mein raat andheri aati hai apni parchhai bhi apni apni parchhai bhi apni aankho se chhup jati hai hath chhuda kar apna bhi ban jata hai begaana sambhal ke paanv uthana kadam kadam par dhokha bhai dhokhe ka bajar hai duniya dhokhe ka bajar hai duniya tedhi medhi iski galiya jagah jagah par jaal bichha hai jagah jagah par jaal bichha hai chalne wale bach ke chalana chalne wale bach ke chalana saaf rahe man tera tu sidha rasta apnana sambhal ke paanv uthana kadam kadam par dhokha bhai sambhal ke paanv uthana sambhal ke paanv uthana