SONG: Kadam Bahke Bahke Jiya Dhadak Dhadak Jaye - कदम बहके बहके जिया धड़क धड़क जाये

Kadam Bahke Bahke Jiya Dhadak Dhadak Jaye - कदम बहके बहके जिया धड़क धड़क जाये

LYRICS:
kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye pyar teri duniya me hum bhi chale aaye kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye pyar teri duniya me hum bhi chale aaye kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye usne kaha halchal dil me macha di nazaro hi nazaro me duniya dikha di usne kaha halchal dil me macha di nazaro hi nazaro me duniya dikha di aankho ne aankh or dil ne dil milaye kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye pyar teri duniya me hum bhi chale aaye kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye hatho me dil le ke paas koi aaya laaj lagi mujhko jaise muskuraya hatho me dil le ke paas koi aaya laaj lagi mujhko jaise muskuraya saans ruki jaye meri nazar jhuki jaye kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye naya naya koi jadu sa kar gaya hai duniya ki khushiya daman me bhar gaya hai naya naya koi jadu sa kar gaya hai duniya ki khushiya daman me bhar gaya hai dil ko sambhalo ye udda udda jaye kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye pyar teri duniya me hum bhi chale aaye kadam bahke bahke jiya dhadak dhadak jaye