SONG: Kadake Ki Sardi - कड़ाके की सर्दी

Kadake Ki Sardi - कड़ाके की सर्दी

LYRICS:
kadake ki sardi hai bahar sajan kadake ki sardi hai bahar sajan kadake ki sardi hai bahar sajan ha bistar na chhodo na chhodo sajan laga kampne mera gora badan laga kampne mera gora badan ha bistar na chhodo na chhodo sajan kadake ki sardi hai bahar sajan piya tu patakha hai main phuljhadi yahi to hai apne milan ki ghadi piya tu patakha hai main phuljhadi yahi to hai apne milan ki ghadi baras jaau sawan ki banke jhadi bujha jaao is dil ki bhadki agan kadake ki sardi hai haye haye kadake ki sardi hai bahar sajan kadake ki sardi hai bahar sajan ye sona ye chandi nahi chahiye ye heere ye moti nahi chahiye yeh sona yeh chandi nahi chahiye yeh heere yeh moti nahi chahiye yeh choli yeh chunri nahi chahiye mujhe chahiye mera banka sajan kadake ki sardi hai kadake ki sardi hai bahar sajan kadake ki sardi hai bahar sajan ha bistar na chhodo na chhodo sajan laga kampne mera gora badan laga kampne mera gora badan ha bistar na chhodo na chhodo sajan kadake ki sardi hai bahar sajan kadake ki sardi hai bahar sajan