SONG: Kachchi Pakki Sadko Pe Meri Tamtam - कच्ची पक्की सड़को पे मेरी तमतम

Kachchi Pakki Sadko Pe Meri Tamtam - कच्ची पक्की सड़को पे मेरी तमतम

LYRICS:
ho ho ho ho ho kacchi pakki sadko pe meri tamtam chali jaye chali ho chali jaye chali jaye chali jaye chham chham ho ho ho ho haweli ki chhat pe khadi meri gori khadi meri gori tangewali ki jaan, wo chaudhari ki chori khadi meri gori mai uska wo meri, ek duje ke hum chham chham chham kacchi pakki sadko pe meri tamtam chali jaye chali ho chali jaye chali jaye chali jaye chham chham mujhse kaha hain ye mere dil ne aayegi sajani sajan se milne hay hay hay mujhse kaha hain ye mere dil ne aayegi sajani sajan se milne mohabbat ki khushiya mita dengi gum chham chham chham hoye kacchi pakki sadko pe meri tamtam chali jaye chali ho chali jaye chali jaye chali jaye chham chham ho ho ho ho rokega gori wo dushman jamana ho dushman jamana magar dhund legi wo koi bahana koi bahana haweli ki chhat pe wo kudegi dham chham chham chham hoye kacchi pakki sadko pe meri tamtam chali jaye chali ho chali jaye chali jaye chali jaye chham chham ho ho ho ho