SONG: Kabuliwala Kabuliwala - काबुलीवाला काबुलीवाला

Kabuliwala Kabuliwala - काबुलीवाला काबुलीवाला

LYRICS:
kabuliwala kabuliwala kabuliwala nanhi munni kyu kamlaya tera mukhda pyara nanhi munni kyu kumlaya tera mukhda pyara kya khoi hai gudiya teri ya kisi ne mara ruth gaya kya tera bandar tut gaya kya hathi ruth gaya kya tera bandar tut gaya kya hathi ya fir tujhse bichad gaya tera koi sathi kabuliwala ha ha kya wo dadhi mucho wala abhi mila du tumko usse dekho khel nirala chalo badlo ke par jaha chanda ke dwar kabhi charkha chalaye budhi nani chalo badlo ke par jaha chanda ke dwar kabhi charkha chalaye budhi nani jane sab ka wo hal use sabka hi khyal badi sachi hai badi wo syani tara ram tara ram usse puchenge hum kaha khoya hai kabuliwala tara ram tara ram usse puchenge hum kaha khoya hai kabuliwala pal pal chhin chhin udta jaye samay hawa ke pankh lagaye pal pal chhin chhin udta jaye samay hawa ke pankh lagaye chanda jhume dharti ghume har dam chakar chalta jaye chanda jhume dharti ghume har dam chakar chalta jaye pal pal chhin chhin udta jaye samay hawa ke pankh lagaye kabuliwala aaya kabuliwala aaya kabuliwala aaya