SONG: Kabira Roye Ya Muskuraye

Kabira Roye Ya Muskuraye

LYRICS:
kabir khada bazar mein sab ki mange khir na to kisi se dosti na to kisi se bair arey ho ho ho ho ek jagah phul khile aur khilate hi murjhaye ek jagah ek phul khile aur khilate hi murjhaye is do rangi duniya ka ye raaj samjh na aaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ek dhan vale bazigar ne tajmahal banvaya jisko nirdhan karigar ne apna khoon pilaya mehnat ke badale me usne hath apne katvaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho chir ke is dharti ka sina bij kisi ne boya na din ko aaram kiya na raat ko palbhar soya khet pakke to uske dane aur koi kha jaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho badi purani ho gayi duniya aao ise jala de jal jaye to rakh se is ki duniya nayi basa de sab ka sathi is duniya ka har banda kahlaye kabira dekh dekh muskaaye kabira dekh dekh muskaaye kabira dekh dekh muskaaye