SONG: Kabhi Yaad Kar Ke Gali Par Karke - कभी याद करके गली पार करके

Kabhi Yaad Kar Ke Gali Par Karke - कभी याद करके गली पार करके

LYRICS:
kabhi yad karke gali par karke chali aana hamare angana, chali aana hamare angana raja mere man ke teri rani banke chali aau tumhare angana, chali aau tumhare angana naata lagake ab muh na modna naata lagake ab muh na modna chadti jawani me wada na todna ab muh na modna rani ru dhu ke rani kabhi ru dhu ke chali aana hamare angana kabhi yad karke gali par karke chali aana hamare angana teri hi khatir to nikli hu ghar se ab dur na hona meri najar se nikli hu ghar se apna ghar janke ban than ke chali aau tumhare angana raja mere man ke teri rani banke chali aau tumhare angana andhiyari raat me mai hu kinare ghar mera soona tumko pukare mai hu kinare ghadi gin gin ke jara ban than ke chali aana hamare angana kabhi yad karke gali par karke chali aana hamare angana aaungi raste me der na karungi mala pehnaungi pihu bharungi der na karungi baad din thanke tumhe saiya man ke chali aau tumhare angana raja mere man ke teri rani banke chali aau tumhare angana