SONG: Kabhi To Pura Tol Prani - कभी तो पूरा तोल प्राणी

Kabhi To Pura Tol Prani - कभी तो पूरा तोल प्राणी

LYRICS:
kabhi to pura tol prani bhai kabhi to pura tol prani kabhi to pura tol tera kya lagega mol radhe krishan bol mukh se radhe krishan bol kaya ka pinjra dole re kaya ka pinjra dole re ek saans ka panchhi bole panchhi kaahe hoth udas tod na man ki aas panchhi pinjra lekar ud jaye panchhi ja saajan ke pass panchhi main nahi makhan khayo maiya mori main nahi makhan khayo maiya mori main nahi makhan khayo maanat naahi maat yashoda maanat naahi maat yashoda nandlal ghabrayo nandlal ghabrayo jhatpat makhan nigal gayo aur munh phir khol dikhayo aa main nahi makhan khayo maiya mori main nahi makhan khayo tere daya dhram nahi man me tere daya dhram nahi man me mukhda kya dekhe darpan me mukhda kya dekhe darpan me kaudi kaudi maya jode kaudi kaudi maya jode uncha mahal banaye jab yamraaj bulawa denge jab yamraaj bulawa denge sab kuch chhod ke jaye bhagat sab yahin dhara raha jaye bhagat jab bolo ram ho jaye