SONG: Kabhi Tanhayiyo Me Ek Aisi Bhi Ghadi - कभी तन्हाईयो में एक ऐसी भी घड़ी आई

Kabhi Tanhayiyo Me Ek Aisi Bhi Ghadi - कभी तन्हाईयो में एक ऐसी भी घड़ी आई

LYRICS:
kabhi tanhaiyo me ek aisi bhi ghadi aayi kabhi tanhaiyo me ek aisi bhi ghadi aayi bahut rone ki koshish ki magar fir bhi hasi aayi maja kya dil ko aata hai najane bekarari me tadap utha ye dil diwana agar dham bhar khushi aayi tadap utha ye dil diwana agar dham bhar khushi aayi kabhi tanhaiyo me ek aisi bhi ghadi aayi kabhi basti se gabrake jo virane me aa nikle to bechaini bhi saye ki tarah piche chali aayi to bechaini bhi saye ki tarah piche chali aayi kabhi tanhaiyo me ek aisi bhi ghadi aayi kisi ko bhul jane ka irada jo kiya maine mujhe rah rah ke samjhane mere gul ki lagi aayi mujhe rah rah ke samjhane mere gul ki lagi aayi kabhi tanhaiyo me ek aisi bhi ghadi aayi