SONG: Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Raste Me - कभी ना बिगड़े किसी की मोटर रस्ते में

Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Raste Me - कभी ना बिगड़े किसी की मोटर रस्ते में

LYRICS:
kabhi na bigde kisi ki moter raste me kabhi na bigde kisi ki moter raste me khade raho bas bebas hokar raste me kabhi na bigde kisi ki moter raste me kapde ho maile, munh kala kala ho wo suraiya ya madhubala aa ho ho wo suraiya ya madhubala bade bade bhi ban jaya karte hai joker raste me bade bade bhi ban jaya karte hai joker raste me kabhi na bigde kisi ki moter raste me baar baar handle ko ghumaya dhakke de de sar chakraya dhakke de de sar chakraya nikal gaya hai apna to haye re kachumar raste me nikal gaya hai apna to haye re kachumar raste me kabhi na bigde kisi ki moter raste me tel pilaya dala pani par jalim ne ek na mani par jalim ne ek na mani yaad aati hai humko nani ab ro ro kar raste me yaad aati hai humko nani ab ro ro kar raste me kabhi na bigde kisi ki moter raste me sach kahti hai duniya sari chalti ka hi nam hai gadi chalti ka hi nam hai gadi moter bhi chakda hai jab ho jaye panchar raste me moter bhi chakda hai jab ho jaye panchar raste me kabhi na bigde kisi ki moter raste me khade raho bas bebas hokar raste me kabhi na bigde kisi ki moter raste me