SONG: Kabhi Meharbani Kabhi Badgumani - कभी मेहरबानी कभी बदगुमानी

Kabhi Meharbani Kabhi Badgumani - कभी मेहरबानी कभी बदगुमानी

LYRICS:
kabhi meharbani kabhi badgumani sitam hai tumhe dil lagana na aaya mohabbat se daman bachate huye tum mohabbat se daman bachana na aaya kabhi meharbani hume kyu abhi se juda kar rahe ho bade sangdil ho ye kya kar rahe ho hume kyu abhi se juda kar rahe ho bade sangdil ho ye kya kar rahe ho jara ye to socho ki hum kya karenge ja phir yaad kar yu zamana na aaya kabhi meharbani kabhi badgumani sitam hai tumhe dil lagana na aaya kabhi meharbani najar bhar ke dekha na ji bhar ke chaha abhi tak tumhe humne dar dar ke chaha najar bhar ke dekha na ji bhar ke chaha abhi tak tumhe humne dar dar ke chaha koi baat khulke na kah paye tumse kabhi lab pe dil ka fasana na aaya kabhi meharbani kabhi badgumani sitam hai tumhe dil lagana na aaya kabhi meharbani tumhe chhodkar hum nahi jane wale bade aaye dil leke tadapane wale tumhe chhodkar hum nahi jane wale bade aaye dil leke tadapane wale ye sach hai ke tumne kai rang badle magar kaam koi bahana na aaya kabhi meharbani kabhi badgumani sitam hai tumhe dil lagana na aaya mohabbat se daman bachate huye tum mohabbat se daman bachana na aaya kabhi meharbani