SONG: Kabhi Khushiyo Ke Naghme Hai - कभी खुशियों के नगमे है

Kabhi Khushiyo Ke Naghme Hai - कभी खुशियों के नगमे है

LYRICS:
kabhi khushiyo ke nagme hai kabhi gum ka tarana hai yahi dasture duniya hai yahi darde jamana hai kabhi khushiyo ke nagme hai kabhi gum ka tarana hai samjh kuch bhi nahi aata bas itna hum samajhte hai bahana fir hakikat hai hakikat bhi bahana hai yahi dasture duniya hai yahi darde jamana hai suno is jindagi ki dasta tumko sunate hai hai dil me dard ka tufa labo ko muskurana hai yahi dasture duniya hai yahi darde jamana hai mai nahi majhi sahi lekin mujhe ulfat hai is dar se mujhe har ek kimat par tere ghar ko basana hai yahi dasture duniya hai yahi darde jamana hai kabhi khushiyo ke nagme hai kabhi gum ka tarana hai