SONG: Kabhi Kali Ratiya Kabhi Din Suhane - कभी काली रतिया कभी दिन सुहाने

Kabhi Kali Ratiya Kabhi Din Suhane - कभी काली रतिया कभी दिन सुहाने

LYRICS:
kabhi kaali ratiyaa kabhi din suhaane kismat ki baate to kismat hi jaane, o betaa ji o betaa ji, are o baabu ji kismat ki hava kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam, o betaa ji kismat ki hava kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam, o betaa ji bade akad se betaa nikale ghar se actor hone vaah ri kismat, vaah ri kismat kismat me the likhe bartan dhone are bhai likhe baratan dhone o betaa ji jine ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o betaa ji, are o baabu ji kismat ki hava kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam, o betaa ji duniyaa ke is chidiyaa ghar me tarah tarah kaa jalvaa mile kisi ko sukhi roti kisi ko puri halvaa are bhai kisi ko puri halvaa o betaa ji khichadi ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o betaa ji, are o baabu ji kismat ki hava kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam, o betaa ji dard diyaa to thoda thoda khushi bhi thodi thodi vaah re maalik, vaah re maalik duhkh aur sukh ki khub banaayi jodi are vaah khub banaayi jodi o betaa ji jivan ka nashaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o betaa ji, are o baabu ji kismat ki hava kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam, o betaa ji