SONG: Kabhi Kabhi Sapanaa Lagataa Hai - कभी कभी सपना लगता है

Kabhi Kabhi Sapanaa Lagataa Hai - कभी कभी सपना लगता है

LYRICS:
kabhi kabhi sapna lagtaa hai kabhi kabhi sapna lagtaa hai kabhi ye sab apna lagtaa hai tum samajha do, man ko kya samajhaau kabhi kabhi sapna lagtaa hai kabhi ye sab apna lagtaa hai tum samajha do, man ko kya samajhaau kabhi kabhi sapna lagtaa hai mujhe agar baaho me bhar lo, shayad tumko chain mile mujhe agar baaho me bhar lo, shayad tumko chain mile chain to us din khoyaa maine, jis din tumse nain mile phir bhi ye achhaa lagtaa hai, magar abhi sapna lagtaa hai tum samajha do, man ko kya samajhaau kabhi kabhi sapna lagtaa hai chehare pe hai, aur ek chehraa, kaise use hataau meraa sach gar tum apna lo, janam janam tar jaau aise sab achhaa lagtaa hai, sab ka sab sapna lagtaa hai tum samajha do, man ko kya samajhaau kabhi kabhi sapna lagtaa hai kabhi ye sab apna lagtaa hai tum samajha do, man ko kya samajhaau kabhi kabhi sapna lagtaa hai kabhi ye sab apna lagtaa hai tum samajha do, man ko kya samajhaau kabhi kabhi sapna lagtaa hai