SONG: Kabhi Kabhi Aisa Bhi To Hota Hai Zindagi Me - कभी कभी ऐसा भी तो होता है ज़िंदगी में

Kabhi Kabhi Aisa Bhi To Hota Hai Zindagi Me - कभी कभी ऐसा भी तो होता है ज़िंदगी में

LYRICS:
kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me raah me chalte chalte raahi kho gaye bekhudi me kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me raah me chalte chalte raahi kho gaye bekhudi me kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me kisko pata tha chandni jayegi kali ghata chayegi kisko pata tha chandni jayegi kali ghata chayegi thandi fuhar hame paas paas layegi baat ban jayegi dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi me kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me raah me chalte chalte raahi kho gaye bekhudi me kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me nindiya ke badal ghir ghir aaye hai o aankho pe chaye hai rang bhare sapno ko sang sang laye hai jaal bichaye hai pyar ki khusbu mahak rahi hai sanso ki ragini me dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi me kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me raah me chalte chalte raahi kho gaye bekhudi me kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me raah me chalte chalte raahi kho gaye bekhudi me kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me