SONG: Kabhi Inkar Karte Ho Kabhi Ikrar Karte Ho - कभी इंकार करते हो कभी इकरार करते हो

Kabhi Inkar Karte Ho Kabhi Ikrar Karte Ho - कभी इंकार करते हो कभी इकरार करते हो

LYRICS:
kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho to matlab saf jahir hai kisi se pyar karte ho kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho to matlab saf jahir hai kisi se pyar karte ho kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho ye bahki chal kahti hai najar takra gayi hogi ye bahki chal kahti hai najar takra gayi hogi mohabbat ki ghata lahrake dil pe cha gayi hogi nighae jhuk gayi hongi kayamat aa gayi hogi kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho to matlab saf jahir hai kisi se pyar karte ho kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho ye aankhe kah rahi hai jagne ki unko aadt hai ye aankhe kah rahi hai jagne ki unko aadt hai kaho wo kaun hai jiske tasbur pe mohabbat hai kabhi to hamse khul jao hame tumse mohabbat hai kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho to matlab saf jahir hai kisi se pyar karte ho kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho machalti hai hasi hotho pe tum kaise chupaoge machalti hai hasi hotho pe tum kaise chupaoge ye utni hi bikharti hai ise jitna dabaoge mohabbat ek tufan hai ise tum kya jataoge kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho to matlab saf jahir hai kisi se pyar karte ho kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho