SONG: Kabhi Humne Nahi Socha Tha Dekho Tumse Achha Koun Hai - कभी हमने नहीं सोचा था देखो तुमसे अच्छा कौन हैं

Kabhi Humne Nahi Socha Tha Dekho Tumse Achha Koun Hai - कभी हमने नहीं सोचा था देखो तुमसे अच्छा कौन हैं

LYRICS:
kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega dekho tumse acha kaun hai kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega dekho tumse acha kaun hai hargiz na yaki tha humko anhoni baat ye hogi tum jaan ho do alam ki aur jaan humi par dogi tum jaan ho do alam ki aur jaan humi par dogi tum jaan ho do alam ki aur jaan humi par dogi kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega dekho tumse acha kaun hai ek husn ki behati ganga taqdir bhi ban jaye pyase ke pas nadi bhi khud pyas bhujane aaye pyase ke pas nadi bhi khud pyas bhujane aaye pyase ke pas nadi bhi khud pyas bhujane aaye kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega dekho tumse acha kaun hai kab humko khabar thi ae dil rangeen sahar bhi hogi jo aag hai apne dil me vo aag udhar bhi hogi jo aag hai apne dil me vo aag udhar bhi hogi jo aag hai apne dil me vo aag udhar bhi hogi kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega dekho tumse acha kaun hai kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega dekho tumse acha kaun hai dekho tumse acha kaun hai dekho tumse acha kaun hai