SONG: Kabhi Humari Mohabbat Ka Imthan Na Lo - कभी हमारी मोहब्बत का इम्तिहान ना लो

Kabhi Humari Mohabbat Ka Imthan Na Lo - कभी हमारी मोहब्बत का इम्तिहान ना लो

LYRICS:
kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo vaha hujur to pikar sharab jite hai yaha ham apne kaleje ka khun pite hai yaha ham apne kaleje ka khun pite hai hamari jaan tumhari hai apni jaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo tumhari ek mohabbat bari najar ke liye sukun dil ka lutaya hai umar bar ke liye sukun dil ka lutaya hai umar bar ke liye yahi garib ki daulat hai maharban na lo hamara dil to liya hai hamari jan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo