SONG: Kabhi Hansi Aur Kabhi Reham Aata Hai Tere Hal Pe - कभी हँसी और कभी रहम आता है तेरे हाल पे

Kabhi Hansi Aur Kabhi Reham Aata Hai Tere Hal Pe - कभी हँसी और कभी रहम आता है तेरे हाल पे

LYRICS:
kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe asli pe nakli ka parda kya daala hai saale jhuti chamak mein aur koyi honge fas jaanewaale asli pe nakli ka parda kya daala hai saale jhuti chamak mein aur koyi honge fas jaanewaale rang yeh tu dikhaana kisi aur ko main toh pyaar se ek tamaacha dungi tere gaal pe kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe desh hai abb aajaad hamaara mili hamein aajaadi abb ham apni marji se hi karenge apni shaadi desh hai abb aajaad hamaara mili hamein aajaadi abb ham apni marji se hi karenge apni shaadi naariya abb kisi baat mein kam nahi ho ho aise nachwaayengi mardo ko table ki taal pe kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe