SONG: Kabhi Hai Gham Kabhi Khushiyan - कभी हैं ग़म कभी खुशियां यही तो ज़िन्दगानी है

Kabhi Hai Gham Kabhi Khushiyan - कभी हैं ग़म कभी खुशियां यही तो ज़िन्दगानी है

LYRICS:
kabhi hai gam kabhi khushiya yahi to zindagani hai kabhi lab par hansi hai aur kabhi aankho me pani hai kabhi hai gam na ghabra asama par chha gaya hai aaj agar baadal na ghabra asama par chha gaya hai aaj agar baadal ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishani hai ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishani hai
kabhi hai gam bhara karte hai zakhm-e-dil aur aansu bhi hai tham jate bhara karte hai zakhm-e-dil aur aansu bhi hai tham jate aur aansu bhi hai tham jate banaai jisne duniya ye usi ki meharbani hai banaai jisne duniya ye usi ki meharbani hai kabhi hai gam kabhi khushiya yahi to zindagani hai kabhi hai gam