SONG: Kabhi Aaj Kabhi Kal Ka Bahana Ho Gaya - कभी आज कभी कल का बहाना हो गया

Kabhi Aaj Kabhi Kal Ka Bahana Ho Gaya - कभी आज कभी कल का बहाना हो गया

LYRICS:
ho kabhi aaj kabhi kal ka bahana ho gaya suno ji pyaar kiye hamko jamaana ho gaya naa to ab nahi hosh na kisi ki sharm are jaa re saiyaa dil to tera diwaana ho gaya ho kabhi aaj kabhi kal ka bahana ho gaya chhodi dhoti pahani patloon tere liye chhodi dhoti pahani patloon tere liye aur sutiyaa ka kiya khun tere liye aur sutiyaa ka kiya khun tere liye ab kahati ho tumhi main diwaana ho gaya ab kahati ho tumhi main diwaana ho gaya suno ji pyaar kiye hamko jamaana ho gaya naa to ab nahi hosh na kisi ki sharm jaa re saiyaa dil to tera diwaana ho gaya naajuk kalaayi meri chhodo sawaariyaa hay re maar gayi teri najariyaa naajuk kalaayi meri chhodo sawaariyaa hay re maar gayi teri najariyaa chhodo ji chhodo hay mukh na modo dekho dekho ji bahut tadpaana ho gaya ho kabhi aaj kabhi kal ka bahana ho gaya suno ji pyaar kiye hamko jamaana ho gaya naa to ab nahi hosh na kisi ki sharm are jaa re saiyaa dil to tera diwaana ho gaya