SONG: Kabhi Aage Kabhi Pichhe Kabhi Upar Kabhi Niche - कभी आगे कभी पीछे, कभी ऊपर कभी नीचे

Kabhi Aage Kabhi Pichhe Kabhi Upar Kabhi Niche - कभी आगे कभी पीछे, कभी ऊपर कभी नीचे

LYRICS:
kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye jane kaha kaha mujhe leke chali jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye jane kaha kaha mujhe leke chali jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye laila nam ki taxy ko milte grahak bedhange jeb me na ho futi kodi kangle bukhe nange lekin aaj mili kismat se aisi mast sawari, sawari jis par meter, engine, exelator, breke wari kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye jane kaha kaha mujhe leke chali jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye pani or petrol barabar phir kyo ruk gayi laila samjha sautan kyo baithi is karan ji hai maila shak ki jaat badi aurat ki kon ise samjhaye, samjhaye ghoda ghas se pyara kare to bolo kya khaye kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye jane kaha kaha mujhe leke chali jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye