SONG: Kabhee Ha Ha Hote Hote Naa Huwa - ये भी क्या मजे की यारों बात है

Kabhee Ha Ha Hote Hote Naa Huwa - ये भी क्या मजे की यारों बात है

LYRICS:
ye bhi kya maje ki yaaro baat hain jaha kayi jaaye ek raaj hain kabhi kabhi jo naa socha ho gaya milate milate kahi kuch kho gaya yahi dil apna hairan huwa kabhi ha ha hote hote naa huwa kabhi na na hote hote ha huwa kabhi ha ha hote hote na huwa kabhi na na hote hote ha huwa mano hamare yaar karna nahi tum pyaar pyaar hawaon ka ye jhonka hain khushiya mana hazar gam bhi hain beshumar jo jo na socha yaha hota hain kabhi ha ha hote hote na huwa kabhi na na hote hote ha huwa kabhi ha ha hote hote na huwa kabhi na na hote hote ha huwa baat hain sidhi sadhi sun le diwane abhi phir tu na kehana kabhi kaha nahi pyaar hain dhoka nahi phir bhi bharosa nahi kuchh bhi hota hain kabhi pata nahi kisi mode pe aake aisa huwa kabhi ha ha hote hote na huwa kabhi na na hote hote ha huwa kabhi ha ha hote hote na huwa kabhi na na hote hote ha huwa ye bhi kya maje ki yaaro baat hain jaha kai jaaye raaj hain kabhi kahi socha na woh ho gaya milate milate kahi kuchh kho gaya yahi dil apna hairan huwa kabhi ha ha hote hote na huwa kabhi na na hote hote ha huwa kabhi ha ha hote hote na huwa kabhi na na hote hote ha huwa