SONG: Kabhee Dostee Kahenge Kabhee Berukhee Kahenge - कभी दोस्ती कहेंगे, कभी बेरुखी कहेंगे

Kabhee Dostee Kahenge Kabhee Berukhee Kahenge - कभी दोस्ती कहेंगे, कभी बेरुखी कहेंगे

LYRICS:
kabhi dosti kahenge, kabhi berukhi kahenge kabhi dosti kahenge, kabhi berukhi kahenge jo milega koi tujhsa, use zindagi kahenge kabhi dosti kahenge, kabhi berukhi kahenge tera dekhna hai jadu, teri guftgu hai khushbu tera dekhna hai jadu, teri guftgu hai khushbu teri guftgu hai khushbu jo teri sada me chamke, use roshni kahenge jo teri sada me chamke, use roshni kahenge jo milega koi tujhsa, use zindagi kahenge kabhi dosti kahenge, kabhi berukhi kahenge naye raasto pe chalna, hai safar ki shart warna naye raasto pe chalna, hai safar ki shart warna naye raasto pe chalna, hai safar ki shart warna hai safar ki shart warna tere sath chalne wale, tujhe ajnabi kahenge tere sath chalne wale, tujhe ajnabi kahenge jo milega koi tujhsa, use zindagi kahenge kabhi dosti kahenge, kabhi berukhi kahenge hai udaas sham 'rashid', nahi aaj koi kashid hai udaas sham 'rashid', nahi aaj koi kashid nahi aaj koi 'kashid' jo payam uska laye, use chandani kahenge jo payam uska laye, use chandani kahenge jo milega koi tujhsa, use zindagi kahenge kabhi dosti kahenge, kabhi berukhi kahenge jo milega koi tujhsa, use zindagi kahenge kabhi dosti kahenge, kabhi berukhi kahenge