SONG: Kab Yaad Me Tera Sath Nahi (2 Part) - कब याद में तेरा साथ नहीं

Kab Yaad Me Tera Sath Nahi (2 Part) - कब याद में तेरा साथ नहीं

LYRICS:
kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi sab sukar ke apni raato mein sab sukar ke apni raato mein ab hijr ki koi raat nahi sab sukar k apni raato mein ab hijr ki koi raat nahi kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi mushkil hai agar halaat waha dil baich aanain jaan deaain mushkil hai agar halaat waha dil baich aanain jaan deaain dil walo kocha-e-jaa kya aise bhi halat nahi kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi jis dhajh se koi maqtal mein gaya wo shaan salamat rehti hai jis dhajh say koi maqtal mein gaya wo shaan salamat rehti hai ye jaan to aani jani hai is jaan ki to koi baat nahi kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi medaan-e-wafa darbaar nahi yaan naam-o-nasab ki pooch kaha medaan-e-wafa darbaar nahi yaan naam-o-nasab ki pooch kaha aashiq to kisi ka naam nahi kuch ishq kisi ki zaat nahi kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi ye baazi ishq ki baazi hai jo chahe laga do dar kaisa ye baazi ishq ki baazi hai jo chahe laga do dar kaisa agar jeet gaye to kya kehna hare bhi to baazi maat nahi kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi mushkil hai agar halaat waha dil baich aanain jaan deaain dil walo koocha-e-jannaan kia aisay bhi halaat nahi kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi sab sukar ke apni raato mein ab hijr ki koi raat nahi kab yaad mein tera saath nahi kab haath mein tera haath nahi