SONG: Kab Talak Dulhe Chadhaye Jayege Nilaam Par - कब तलक दूल्हे चढ़ाये जायेंगे नीलाम पर

Kab Talak Dulhe Chadhaye Jayege Nilaam Par - कब तलक दूल्हे चढ़ाये जायेंगे नीलाम पर

LYRICS:
kab talak dulhe chadhaye jayege nilam par kab talak dulhe chadhaye jayege nilam par ae watan walo ye lalat hai watan ke naam par kab talak dulhe chadhaye jayege nilam par ae watan walo ye lalat hai watan ke naam par ae watan walo ye lalat hai watan ke naam par kab talak dulhe chadhaye jayege nilam par aao miljul kar banaye aaj ham aisa sama khatm kar dale jo in khuni dahejo ka riwaj kab talak nirdosh abla ko sataya jayenga kab talak seeta ko sholo mein jalaya jayenga kab talak seeta ko sholo mein jalaya jayenga ungaliya kab tak jamane ki uthegi ram par ae watan walo ye lalat hai watan ke naam par kab talak dulhe chadhaye jayege nilam par kyu bhala is baat se wakis nahi hai ye jaha paas hai jo wo bhi aakhir hai kisi beti ki maa jo pati hai bhai bhi to hai ki bahana ka wo nasle nau se naujwano se bujargo se kaho nasle nau se naujwano se bujargo se kaho chhod do vyapar karna shadiyo ke naam par ae watan walo ye lalat hai watan ke naam par kab talak dulhe chadhaye jayege nilam par aaj se ye jum ki deewar dhaani hai hame rasmo ye saudo ki rishto se mitani hai hame funk do usko jalata hai kisi dulhan ko jo funk do usko jalata hai kisi dulhan ko jo mangta hai jo us hath ko hi kaat do us hath ko hi kaat do us hath ko hi kaat do us hath ko hi kaat do us hath ko hi kaat do us hath ko hi kaat do