SONG: Kab Tak Uthaye Aur Yeh Gham Intezar Ka - कब तक उठाये और ये गम इंतज़ार का

Kab Tak Uthaye Aur Yeh Gham Intezar Ka - कब तक उठाये और ये गम इंतज़ार का

LYRICS:
kab tak uthaye aur ye gum intzar ka kab tak uthaye aur ye gum intzar ka aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka kab tak uthaye aur ye gum tufan gum ke aaye ya hawaye julm ki tufan gum ke aaye ya hawaye julm ki fir bhi na bujh sakega ye chirag pyar ka aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka kab tak uthaye aur ye gum aye kash ke dildar jab ho unse mulakat aye kash ke dildar jab ho unse mulakat itna to na dile bekarar tha aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka kab tak uthaye aur ye gum fariyad karne wale ab fiza ka khof kya fariyad karne wale ab fiza ka khof kya dar pe tere aa pahucha hai mausam bahar ka aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka kab tak uthaye aur ye gum