SONG: Kab Tak Tu Bhagwan Se Apna Aap Chhupayega - कब तक तू भगवान से अपना आप छुपायेगा

Kab Tak Tu Bhagwan Se Apna Aap Chhupayega - कब तक तू भगवान से अपना आप छुपायेगा

LYRICS:
kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega tera likha ek din tere samane aayega samne aayega kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega tera likha ek din tere samane aayega samne aayega jo sagar ke andar sipi deep chupaye moti dekh rahi hai logo us malik ki jyoti jo sagar ke andar sipi deep chupaye moti dekh rahi hai logo us malik ki jyoti are us malik ki jyoti jag ke bedi kya bande se dhokha khayega tera likha ek din tere samane aayega kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega tera likha ek din tere samane aayega samne aayega jiski marji bin o murkh hil na paye tinka lekh likha hai pass usi ke tere ek ek din ka jiski marji bin o murkh hil na paye tinka lekh likha hai pass usi ke tere ek ek din ka tere ek ek din ka kaha tu uski najaro se bach ke jayega tera likha ek din tere samane aayega kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega tera likha ek din tere samane aayega samne aayega