SONG: Kab Tak Kheloon Pyar Ka Khel Pass Karo Ya Fail Gori - कब तक खेलूँ प्यार का खेल पास कारो या फैल गोरी

Kab Tak Kheloon Pyar Ka Khel Pass Karo Ya Fail Gori - कब तक खेलूँ प्यार का खेल पास कारो या फैल गोरी

LYRICS:
majnu bhi ban chuka hun majnu bhi ban chuka hun farhaad ban chuka hun are farhaad bhi ban chuka main ab ban ke romiyon main tere dar pe aa gaya hun kab tak khelu pyar ka khel pas karo ya fail gori pas karo ya fail kab tak khelu pyar ka khel pas karo ya fail gori pas karo ya fail pyar ko tune samjha khel kaise hoga mel bolo kaise hoga mel pyar ko tune samjha khel kaise hoga mel bolo kaise hoga mel kab tak tere naz uthau kab tak dar par thokar khau kab tak tere naz uthau kab tak dar par thokar khau dil ye kahta hai mar jau tum par mai ilzam lagau jalim tujhko bejhu jail pas karo ya fail gori pas karo ya fail pyar ko tune samjha khel kaise hoga mel bolo kaise hoga mel kab tak khelu pyar ka khel pas karo ya fail gori pas karo ya fail hum to nahi hai aise waise pyar kare hum tumse kaise hum to nahi hai aise waise pyar kare hum tumse kaise jao tum ho bilkul fail kaise hoga mel bolo kaise hoga mel kab tak khelu pyar ka khel pas karo ya fail gori pas karo ya fail ho gaya gul mere pyar ka dabba mar gaya main to hay rabba ho gaya gul mere pyar ka dabba mar gaya main to hay rabba tu hain agar laila ki aama main bhi hun majnu ka abba hoke rahega apna mel pas karo ya fail gori pas karo ya fail pyar ko tune samjha khel kaise hoga mel bolo kaise hoga mel are kab tak khelu pyar ka khel pas karo ya fail gori pas karo ya fail