SONG: Kab Tak Bane Rahenge Zulmo Ka Hum Nishana - कब तक बने रहेंगे ज़ुल्मो का हम निशाना

Kab Tak Bane Rahenge Zulmo Ka Hum Nishana - कब तक बने रहेंगे ज़ुल्मो का हम निशाना

LYRICS:
kab tak bane rahenge zulmo ka hum nishana kab tak bane rahenge julmo ka hum nishana takdir me likha tha haye ye gum uthana haye ye gum uthana aasha ka chand duba aasha ka chand duba aur cha gaya andhera hai rat aisi aayi hai rat aisi aayi jiska nahi sawera fariyad kare kisse koi nahi thikana fariyad kare kisse koi nahi thikana takdir me likha tha haye ye gum uthana haye ye gum uthana jiska jaha ho ujada jiska jaha ho ujada arman lut gaye ho humdard na ho koi humdard na ho koi sathi bhi chut gaye ho usko hai sab barabar jina ya maut aana usko hai sab barabar jina ya maut aana takdir me likha tha haye ye gum uthana haye ye gum uthana