SONG: Kab Se Dhari Hai Saamne Botal Sharab Ki - कब से धरी हैं सामने बोतल शराब की

Kab Se Dhari Hai Saamne Botal Sharab Ki - कब से धरी हैं सामने बोतल शराब की

LYRICS:
kab se dhari hai samne botal sarab ki kab se dhari hai samne botal sarab ki aa pile isme band hai ki isme band hai rate sabab ki aa pile isme band hai ki isme band hai rate sabab ki kab se dhari hai samne botal sarab ki kab se dhari hai samne botal sarab ki aa pile isme band hai ki isme band hai rate sabab ki aa pile isme band hai ki isme band hai rate sabab ki o sagar me aaj dhal ke saya sawab ka saki ne rukh hi mod diya aftab ka aftab ka aa baith meri julf ki chhaw me do ghari aayega tujhko lutf sabe aftab ka aa baith meri julfo ki chhaw me do ghari aayega tujhko lutf sabe aftab ka kab se dhari hai samne botal sarab ki kab se dhari hai samne botal sarab ki aa pile isme band hai ki isme band hai rate sabab ki aa pile isme band hai ki isme band hai rate sabab ki saki fiza jamane ki kitni udas hai mai aa gaya ye soch ke maykhana paas hai maykhana paas hai tere liye hi rakha hai maine wo ek jam jisme mere hasin labo ki mithas hai tere liye hi rakha hai maine wo ek jam jisme mere hasin labo ki mithas hai kab se dhari hai samne botal sarab ki kab se dhari hai samne botal sarab ki aa pile isme band hai ke isme band hai rate sabab ki aa pile isme band hai ke isme band hai rate sabab ki saki sharab la ke ye dil bekarar hai har chiz is kaha ki be etbar hai be etbar hai jo maykhadi me aa gaya dunia ko chhod kar ek ek lamha uske liye to duswar hai kab se dhari hai samne botal sarab ki kab se dhari hai samne botal sarab ki aa pile isme band hai ke isme band hai rate sabab ki aa pile isme band hai ke isme band hai rate sabab ki