SONG: Kab Aag Mohabbat Ki Bhujaye Se

Kab Aag Mohabbat Ki Bhujaye Se

LYRICS:
kab aag mohabbat ki bhujaye se bhuji hai kyu ishq ki va ki lagan dil me jagi hai ha ha dil me jagi hai bharat hai jism sabki taraf dekh rahi hai ha desh gatgir se sarik hai jana gham seer ye duniya hai yaha dil na lagana tum dil na lagana tum chaho to bigdi hui taqdeer badal jaye majhdar me uljhi hui kasti bhi nikal jaye sach ye hai ke is desh ki har kom sambhal jaye inshaf utha du to badal jaye jamana gham seer ye duniya hai yaha dil na lagana tum dil na lagana tum desh ki raksha ke liye kya na karoge apno ko bachana hai to dushman se ladoge ek baat kahu tumse meri baat sunoge rakha hai kadam aaj to piche na hatana gham seer ye duniya hai yaha dil na lagana tum dil na lagana rakha hai kadam aaj to piche na hatana gham seer ye duniya hai yaha dil me jagana tum dil me jagana bedard jamana hai are bedard jamana dhokhe ki duniya hai yaha dil na lagana tum dil na lagana dhokhe ki duniya hai yaha dil na lagana tum dil na lagana lyrics typed by : pinky thukur