SONG: Kaatir Se Yaa Lihaaz Se Main Maan To Gayaa - ख़ातिर से या लिहाज़ से मैं मान तो गया

Kaatir Se Yaa Lihaaz Se Main Maan To Gayaa - ख़ातिर से या लिहाज़ से मैं मान तो गया

LYRICS:
khatir se ya lihaz se mai maan to gaya khatir se ya lihaz se mai maan to gaya jhuthi kasam se apka iman to gaya khatir se ya lihaz se mai maan to gaya jhuthi kasam se apka iman to gaya khatir se ya lihaz se mai maan to gaya dil leke muft kahte hai kuch kaam ka nahi dil leke muft kahte hai kuch kaam ka nahi ulti shikayate rahi ehsaan to gaya ulti shikayate rahi ehsaan to gaya jhuthi kasam se apka iman to gaya khatir se ya lihaz se mai maan to gaya dekha hai butakade me jo aye shekh kuch na puch dekha hai butakade me jo aye shekh kuch na puch iman ki to ye hai ki iman to gaya iman ki to ye hai ki iman to gaya jhuthi kasam se apka iman to gaya khatir se ya lihaz se mai maan to gaya jo namabar se khush na hua par hazar shukr jo namabar se khush na hua par hazar shukr mujhko wo mere naam se pahchan to gaya mujhko wo mere naam se pahchan to gaya jhuthi kasam se apka iman to gaya khatir se ya lihaz se mai maan to gaya hosh-o-hawas-o-tab-o-tawan daag ja chuke hosh-o-hawas-o-tab-o-tawan daag ja chuke ab ham bhi jane wale hai saman to gaya ab ham bhi jane wale hai saman to gaya jhuthi kasam se apka iman to gaya khatir se ya lihaz se mai maan to gaya