SONG: Kaash Aisa Hota - काश ऐसा होता

Kaash Aisa Hota - काश ऐसा होता

LYRICS:
deewaar jo itni unchhi na hoti chhat pe akeli tu jab raat soti kankar maar ke tujhko main jagata kaash aisa hota, kaash aisa hota teri gali me hota mera chaubara chaubare se dekhti tujhe din saara aangan me tere khulta mera jharoka jhaank leti niche milte hi mauka kaash aisa hota, kaash aisa hota teri gali me hota mera chaubara chaubare se dekhta tujhe din saara aangan me tere khulta mera jharoka jhaank leta niche milte hi mauka kaash aisa hota, kaash aisa hota, kaash aisa hota kaash aisa hota, ghar tera hota saamne mere ghar ke ghar tera hota saamne mere ghar ke tu meri khidki ke paas guzarke likhke roz chiththi phek jaata kaash aisa hota, kaash aisa hota, kaash aisa hota kaash aisa hota, ji jaan se tu mujhe pyar karti ji jaan se tu mujhe pyar karti jab darpan leke tu singar karti jab darpan leke tu singar karti main dur se dekhta muskurata kaash aisa hota, kaash aisa hota, kaash aisa hota ha sundar ye sapna magar naseeb apna bahake ye paseena hame hai yaar jina kare garib ulfat, kise hai itni fursat hamari jindgani teri meri jawani isi tarah kategi kamaate apni roti na jaane tu kaha hai, yaha waha dhuwa hai yaha waha dhuwa hai sochke ye dil ko hum de rahe hai dhoka kaash aisa hota teri gali me hota mera chaubara chaubare se dekhti tujhe din saara, kaash aisa hota aangan me tere khulta mera jharoka, kaash aisa hota jhaank leti niche milte hi mauka, kaash aisa hota kaash aisa hota, kaash aisa hota, kaash aisa hota