SONG: Kaaravaan Guzaraa Kiyaa Ham Rahaguzar Dekhaa Kiye - कारवां गुजरा किया

Kaaravaan Guzaraa Kiyaa Ham Rahaguzar Dekhaa Kiye - कारवां गुजरा किया

LYRICS:
kaaravaan guzraa kiya hum rahaguzar dekha kiye kaaravaan guzraa kiya hum rahaguzar dekha kiye har qadam par naqshe paye raahbar dekha kiye kaaravaan guzraa kiya aas jab chhaai, aas jab chhaai ummide haath mal kar rah gai dil ki nabze chhut gai aur chaar agar dekha kiye dil ki nabze chhut gai aur chaar agar dekha kiye kaaravaan rukh meri jaanib nigaahe lutf dushman ki taraf rukh meri jaanib nigaahe lutf dushman ki taraf yun udhar dekha kiye goya idhar dekha kiye yun udhar dekha kiye goya idhar dekha kiye kaaravaan guzraa kiya dard madaane wafaa ki dard madaane wafaa ki hay re majaburiyaan dard e dil dekha na jata tha magar dekha kiye dard e dil dekha na jata tha magar dekha kiye kaaravaan tu kaha thi e ajal tu kaha thi tu kaha thi e ajal e na muraado ki muraad marne waale raah teri umr bhar dekha kiye marne waale raah teri umr bhar dekha kiye kaaravaan guzraa kiya hum rahaguzar dekha kiye hum rahaguzar dekha kiye hum rahaguzar dekha kiye