SONG: Kaanto Me Phasa Aanchal Julfo Me Fasa Ye Dil - काँटो में फँसा आँचल जुल्फ़ों में फँसा ये दिल

Kaanto Me Phasa Aanchal Julfo Me Fasa Ye Dil - काँटो में फँसा आँचल जुल्फ़ों में फँसा ये दिल

LYRICS:
kanto me fasa aanchal julfo me fasa ye dil haye ho gayi mushkil ek jaal me do panchi dono huye ghayal haye ho gayi mushkil kanto me fasa aanchal julfo me fasa ye dil haye ho gayi mushkil ek jaal me do panchi dono huye ghayal haye ho gayi mushkil ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi rar bhi jhuki jhuki nazro me hai jara jara pyar bhi ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi rar bhi jhuki jhuki nazro me hai jara jara pyar bhi jara jara pyar surat hai badi bholi andaz bade katil haye ho gayi mushkil kanto me fasa aanchal julfo me fasa ye dil haye ho gayi mushkil are are kaha chal diye are are dil ko leke chali kaha gori re khuli teri bate sari khuli teri chori re are are dil ko leke chali kaha gori re khuli teri bate sari khuli teri chori re khuli teri chori le bol uthe ghunguru le bajne lagi payal haye haye ho gayi mushkil le bol uthe ghunguru le bajne lagi payal haye ho gayi mushkil kanto me fasa aanchal julfo me fasa ye dil haye ho gayi mushkil ek jal me do panchi dono ho gaye ghayal haye ho gayi mushkil