SONG: Kaan Me Jhumke Chaal Me Thumke, Naino Me Jaal Hai - कान मे झुमके चाल मे ठुमके , नैनो मे जाल है

Kaan Me Jhumke Chaal Me Thumke, Naino Me Jaal Hai - कान मे झुमके चाल मे ठुमके , नैनो मे जाल है

LYRICS:
hoye hoye hoye kan me jhumke, kan me jhumke chal me thumke naino me jal hai, hath me challa sar par palla wah bhai kamal hai hoye hoye hoye aankh me maska bat me chaska dil me dhamal hai, jan hatheli pe hai rakheli wah bhai kamal hai janeman teri nigaho ne mar dala, nigaho ne mar dala kahe ko karta ghotala re kahe jhala, ghotala re kahe jhala hoye hoye hoye rup hai chanda, julf hai fanda banda behal hai wah bhai kamal hai, hoye hoye hoye aankh me maska bat me chaska dil me dhamal hai, jan hatheli pe hai rakheli wah bhai kamal hai mare hai kashala tu majha gali me fera, majha gali me fera hai jaha nagan firega wahi sapera, firega wahi sapera pyar se tune bandh ke tune feka rumal hai jan hatheli pe hai rakheli, wah bhai kamal hai tere bin dil ka ye bangla pada hai suna ye bangla pada hai suna ram bhala nahi ye bangla bada hai juna ye bangla bada hai juna hoye hoye hoye mar na thokar dilbar hokar dil koi futbal hai hath me challa sar par palla, wah bhai kamal hai hoye hoye hoye aankh me maska bat me chaska dil me dhamal hai jan hatheli pe hai rakheli, wah bhai kamal hai