SONG: Kaam Krodh Aur Lobh Ka Mara - काम क्रोध और लोभ का मारा

Kaam Krodh Aur Lobh Ka Mara - काम क्रोध और लोभ का मारा

LYRICS:
kam karodh or lobh ka mara jagat na aaya ras jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas kam karodh or lobh ka mara jagat na aaya ras jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas tab tab paya banbas kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet sab kuch har chuke ho apna tab ram ki ho jeet yug badle jag badla par badal na paya ye itihas jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas tab tab paya banbas chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna oro ke sukh chain ki khatir dukh sanakat me ghirna hai yahi ram ke lekh ki rekha aa gaya ab vishwas jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas tab tab paya banbas ram har ek yug me aaye par kaun unhe pahchana ram har ek yug me aaye par kaun unhe pahchana ram ki pooja ki jag ne par ram ka arth na jana takte takte budhe ho gaye dhari or aakash jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas tab tab paya banbas kam karodh or lobh ka mara jagat na aaya ras jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas tab tab paya banbas