SONG: Kaali-Kaali Ratiyan Yaad Sataye - काली काली रतियाँ याद सताये

Kaali-Kaali Ratiyan Yaad Sataye - काली काली रतियाँ याद सताये

LYRICS:
kaali kaali ratiyaan kaali kaali ratiyaan yaad sataaye, yaad sataaye kaali kaali ratiyaan yaad sataaye sudh bisaraayi meri dun main duhaayi teri haaye more baalama kaali kaali ratiyaan yaad sataaye ratiya suhaani bhule batiya puraani bhule de ke nishaani bhule prit kahaani bhule ratiya suhaani bhule batiya puraani bhule de ke nishaani bhule prit kahaani bhule manwa mein chain nahi katati ye rain nahi sudh bisaraayi meri dun mein duhaayi teri haaye more baalama kaali kaali ratiyaan yaad sataaye chupke se chhod gaye manawa ko tod gaye itna bata do saiya itna bata do saiya kaahe mukh mod gae akhiyo se dur piya akhiyon se dur piya hua majbur jiya sudh bisaraayi meri dun mein duhaayi teri haaye more baalama kaali kaali ratiyaan yaad sataaye