SONG: Kaahe Sharmaye Gori Din Yeh Suhana Hai - काहे शरमाये गोरी दिन ये सुहाना है

Kaahe Sharmaye Gori Din Yeh Suhana Hai - काहे शरमाये गोरी दिन ये सुहाना है

LYRICS:
kahe sharmaye gori din ye suhana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai kahe sharmaye gori din ye suhana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai chhod ke ab ye char diwari piya ghar jane ki karle taiyari chhod ke ab ye char diwari piya ghar jane ki karle taiyari itna guman karo na meri pyari aaj iski bari to kal teri bari itna guman karo na meri pyari aaj iski bari to kal teri bari jiwan me ek bar to ye din aana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai kahe sharmaye gori din ye suhana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai ghunghat me chand sa mukhda chupaye baithi hai gori dekho naina jhukaye ghunghat me chand sa mukhda chupaye baithi hai gori dekho naina jhukaye yad abhi se kisi ki sataye ha ye sakhiyo se kaise bataye yad abhi se kisi ki sataye ha ye sakhiyo se kaise bataye piya se milne ko dil diwana hai piya se milne ko dil diwana hai are aaj nahi to kal piya ghar jana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai kahe sharmaye gori din ye suhana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai aaj nahi to kal piya ghar jana hai