Kaagaz Ki Meri Naav Aur Dur Kinara Hai - कागज़ की मेरी नाव और दूर किनारा है
LYRICS:
su : kaagaz ki meri naav
kaagaz ki meri naav aur dur kinaaraa hai -2
mu : is dolati na_iyaa kaa -2
ab kaun sahaaraa hai
su : kaagaz ki meri naav aur dur kinaaraa hai
kaagaz ki meri naav
su : aansu bhi chhalakate hai aur gam ki ghataaye hai -2
aavo meri aankho me -2
saawan kaa nazaaraa hai
mu : is dolati na_iyaa kaa -2
ab kaun sahaaraa hai
su : kaagaz ki meri naav aur dur kinaaraa hai
kaagaz ki meri naav
mu : hamane teri aankho me ek duniyaa basaa_i thi -2
jab tum hi phire hamase phir kaun hamaaraa hai
is dolati na_iyaa kaa ab kaun sahaaraa hai
su : kaagaz ki meri naav aur dur kinaaraa hai
kaagaz ki meri naav