SONG: Kaaga Chhat Par Shor Machaaye - कागा छत पर शोर मचाये

Kaaga Chhat Par Shor Machaaye - कागा छत पर शोर मचाये

LYRICS:
kaaga chhat per shor machaye rah rah kar mujhe hichki aaye kaaga chhat per shor machaye rah rah kar mujhe hichki aaye dekh lena aaj dekh lena aaj sandesha yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega sandesha mere yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega kaaga chhat per shor machaye rah rah kar mujhe hichki aaye dekh lena aaj dekh lena aaj sandesha yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega sandesha mere yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega barsegi sukh ki barkha bitenge din intzaar ke viraan si aankho me jaage hai sapne intzaar ke barsegi sukh ki barkha bitenge din intzaar ke viraan si aankho me jaage hai sapne intzaar ke ab saawan mohe raas naa aaye dard judai ka mit jaayeab saawan mohe raas naa aaye dard judai ka mit jaaye dekh lena aaj dekh lena aaj sandesha yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega sandesha mere yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega chhup chhup ke likhi hogi usne kahani us raat ki kagaj me khushbu hogi mehandi wale uske haath ki chhup chhup ke likhi hogi usne kahani us raat ki kagaj me khushbu hogi mehandi wale uske haath ki raat suhani git sunaye diwana dil ye samjhaye raat suhani git sunaye diwana dil ye samjhaye dekh lena aaj dekh lena aaj sandesha yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega sandesha mere yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega chahat ne li angdaai mahki hai meri tanhaai sapno ke prem nagar me gunji khushi ki shahnaai chahat ne li angdaai mahki hai meri tanhaai sapno ke prem nagar me gunji khushi ki shahnaai jab bhi hwaa ka jhonka aaye uske badan ki khushbu laaye jab bhi hwaa ka jhonka aaye uske badan ki khushbu laaye dekh lena aaj dekh lena aaj sandesha yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega sandesha mere yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega kaaga chhat per shor machaye rah rah kar mujhe hichki aaye kaaga chhat per shor machaye rah rah kar mujhe hichki aaye dekh lena aaj dekh lena aaj sandesha yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega sandesha mere yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega sandesha mere yaar ka aayega sandesha yaar ka aayega