SONG: Kaabul Ki Main Naar - काबुल की मैं नार

Kaabul Ki Main Naar - काबुल की मैं नार

LYRICS:
kabul ki main naar, meri aankhe rasili katar kabul ki main naar, meri aankhe rasili katar jara aankh se aankh mila le piya mausam majedaar jara aankh se aankh mila le wallah, ho wallah, ho wallah mausam majedaar hey hey hey husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar par aaya hai badi dur se ye pyar ka bimaar wai aaya hai badi dur se ya khush ho ya khush ho ya khush, pyar ka bimar pila de nigaho ke jaam, aur le le ye dil ka badam in hotho pe subah sham, rahta hai tera hi naam pila de nigaho ke jaam, aur le le ye dil ka badam in hotho pe subah sham, rahta hai tera hi naam kahti hai mast bahar, meri uljhi lat ko sanwar kahti hai mast bahar, meri uljhi lat ko sanwar mohe pyar ke rang me rang de piya mausam majedaar mohe pyar ke rang me rang de wallah, ho wallah, ho wallah mausam majedaar, hey hey hey husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar par aaya hai badi dur se ye pyar ka bimaar wai aaya hai badi dur se ya khush ho ya khush ho ya khush, pyar ka bimar bhure rangile nawab mera ye kaisa shabab are kahta hai dil ka rabab duniya badi hai kharab bhure rangile nawab mera ye kaisa shabab are kahta hai dil ka rabab duniya badi hai kharab rup ke lobhi hazaar bhala kise karu aitbaar rup ke lobhi hazaar bhala kise karu aitbaar mujhe apne dil me chhupa le piya mausam majedaar mujhe apne dil me chhupa le wallah, ho wallah, ho wallah mausam majedaar husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar par aaya hai badi dur se ye pyar ka bimaar wai aaya hai badi dur se ya khush ho ya khush ho ya khush, pyar ka bimar