SONG: Kaabe Se Butaqade Se Kabhi Bazm E Yaar Se - काबे से बुतक़दे से कभी बज़्म-ए-जान से

Kaabe Se Butaqade Se Kabhi Bazm E Yaar Se - काबे से बुतक़दे से कभी बज़्म-ए-जान से

LYRICS:
kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se aawaaz de rahaa hun tujhe har mukaam se aawaaz de rahaa hun tujhe har mukaam se na aashnaa hai aaj vahi mere naam se na aashnaa hai aaj vahi mere naam se duniyaa pukaarti thi jinhe mere naam se duniyaa pukaarti thi jinhe mere naam se uf, ye shab-e-firaaq ke maaro ki bekhudi khud hi bujhaa diyaa hai charaago ko shaam se khud hi bujhaa diyaa hai charaago ko shaam se dil me fareb, lab pe tabassum, nazar me pyaar dil me fareb, lab pe tabassum, nazar me pyaar lute gaye shamim bade aihetamaam se lute gaye shamim bade aihetamaam se kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se aawaaz de rahaa hun tujhe har mukaam se kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se